Menu
blogid : 3757 postid : 27

Shatru shadashtak yog.

vastujyotish
vastujyotish
  • 10 Posts
  • 3 Comments

Jyotish shastra ka upyog aajkal Jyadese jyada niwaran prapti ke liye kiya ja raha hai.parantu grah dos niwaran se pahle Jo savdhani bartne ko kaha Gaya hai,unke prati kuchh kam hi dhyan diya ja raha hai.rog,pidase kon nahi bachna chahta,sabhi bachna chahte hai.
Jyotish shashtra me rog pida se bachne ka upay darsaya Gaya hai.jyotish ke pramukh sidhanto me statru shadashtak yog ke bare me darsaya hai.bada
achha sidhant hai.shatru shadashtak sidhant ko tyajya karenko kaha Gaya
hai.rog,pida,shatru pida se bachane ke
liye shatru shadashtak yog ko tyajya
karna mach meching me mahtv purna Darasaya Gaya hai.kya aap rog,shatru
pida se mukti chahte hai.kya aap shatru
shadastak yog ke bare me jante hai?
Jatak ka jab janma hora hai,tab
Chandra jis rash me bhraman kart a
hai.vah jatak ki janma rashi kahlati hai.
Jyotish shashtra me dwadash rashi ka
varnan hai.mesh se meen paryant barah
Rashi ka nirdesh hai.swayam ki rashi ke
bare me jankari prapt karne ke baad
me shadashtak yog ki jankari prapt ki
ja shakti hai.swayam ki rashise
shashtham rashi aur ashtam rashi arthat chhathi aur aathvi rashi tyajya
hai. Shatru shadashtak rashi ko tyajya
karne se jatak rog,shatru pida se mukt
rahta hai.jyotishshashtra ke pramukh
sidhanto me shatru shadashtak yog ko
tyajya Kane ke bare me vivran hai.Jo
log jyotish me shradha rakhte hai,unko
yah satrushadastak yog se bacchana chahiye.

Read Comments

    Post a comment

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *

    CAPTCHA
    Refresh